Kaise? ft. Profound Lyrics
- Genre:R&B
- Year of Release:2022
Lyrics
Dil zara
Tu sun bata mujhse kyun khafa Duniya zalzala
Mai nikal pada Panne jal gaye
Mai bhi jal gaya
Kaise
Ladega tu inn darindon se
Kaise
Mila loon nazar parindon se
Kaise
Bata doon mai ajnabee khud ko
Kaise
Bana doon marham mareezon ke
Sabki fikar hoti mujhko
wajah iski Dar lagta mujhko hai khudse
Har nagma milta hai rag me
kalam Chalti bheege to panne the gum Me
Doobe to doobey wasab me
par Jeene ka maksad bhi sikha hai Humne
Dushman ko aate hai sapne hum Nikale bahr ni aate ye chamche
Ab Khooni mai kaise
Katal to Kitaabon pe kiya
Jo hua tha shabdo Ke chalte
Mai rakh doo masal ke
Tum bhaage kyun gadaari karke Mai pasha munafa bana loonga Gaane to har ghante bante
Tum Shaane to aane do katenge Thodi Patnge
Jeene ka mauka diya tujhko
Kyunki bas khuda se darte
Mai dua Me uske jo dhua me Khaale
Tu Chooha hai saale to
Bill pe chupa Reh
Yahan koi samjha ni ab tak Hum Kaise Kamaare
Ab paise ko Laale Hum music Sunaate to
Dhun Me Dhamaake
Madhur man banaa Ke
Diwali ke pehle pataakhe
Hum Aaye Yahan tak shikaari ko Goli Dikhaake guzaarish
Thi jab mujhko Jeene ki
Tab mere seene se cheene
Tum saanso ko ab chote
Peene me Kaate hum
Raato ko jheelein bhi
Sookhi hai baarish ko
Na roko apna Yahan kaun hai
Ye mat sikha tu Musaafir
Ko aakhir me aate bas
Jaani log chote hum
Sikhe toofaano Se
Bante toofaani log
Choti tumhaari Soch
Aate bas taarik ko baatein Ghumaate ye jaali log
Nakli hai Saale tu aaya
Bahr kaise baap ko Puch
Im sorry
Mai thode kaam me hoon
Mitti me Ek din mila dega naam ko Tu
Kaise
Ladega tu inn darindon se
Kaise
Mila loon nazar parindon se
Kaise
Bata doon mai ajnabee khud ko
Kaise
Bana doon marham mareezon ke
Rakhe ye hausle buland
Bohot dekhe gum
Fir bhi na maani ye haar
Kyun le hum khamakha wazan
Baatake gum hum
Dhundhe zamane main pyaar
Hum dhundhe zamane mein pyaar Par wo bhi to milta na
Ha hoti Kushi ye chehra bhi khilta Par tiktaa na
Hum dhundhe zamane mein pyaar Par wo bhi to milta na
Ha hoti Kushi ye chehra bhi khilta Par tiktaa na
Junoon sawar sar pe Sangeet ye Zehen main aur nikle hum ghar se
Ye jo duniya ke masale
Hume Betuke Lagte hum inme na padte
Hoyi aadhi raat bistar pe leta mein Baat krne lage main aur mere Kharche
I am done with this shit 2022 saal Hain humara aaye paane Paltne
Studio main gaane cook krte
Real Sath Dhundkar bhi nahi milti Aisi Ye alaag baat
Sunte hum jinko wo baste hain Sarhad par
Og ye vibes aur hum dete sirf legit Bars
Legit bars kare khatma tera
Bas waqt nahi music ko atmaa deta
Purana gaane jaake sun meri baat Manega
Ye mera crew khatarnak
Teri gaand Fadega
Likhna bas ka nahi chaap le beta
Hum kare kaam din raat tu to aas Pass bhi na
Itna sasta
Ek jhoot mein bika
Hum do anmol ratan
Bol wazan Sab ne kahaan
Sab ne kaha sab ne suna
Asliyat bayaan kar to dil se dua
Behte hum to rukh badle hawa
Har ye saans baane aandhi
Tum jalke dhuaan
Kehte kaatil gumnaam shayar Hume
Paaw dharti pe raakhe haath Asmaan choote
Kalam ki syaahi meri
Bhari ye lahu Se
Hum Likhta bas dill ki
Wo kehte Ajoobe
Kaise
Ladega tu inn darindon se
Kaise
Mila loon nazar parindon se
Kaise
Bata doon mai ajnabee khud ko
Kaise
Bana doon marham mareezon ke