Nagma Lyrics
- Genre:R&B
- Year of Release:2022
Lyrics
Sach to teri aankhon me hai
Jhooth hai zubaan pe tere
Mushkilon me kya tum karte
Humne roti shaamein dekhe
Lakeerein mita denge ye
Zamaane me saare aise
Samandar kalam hai mera
Likhta panno pe mai lehrein
Ruk Ja zara tu wahinn
Ruk na kahan hai gunaah
Sach to teri aankh me hai
Jhooth hai zubaan pe tere
Mushkilon me kya tum karte
Humne roti shaamein dekhe
Lakeerein mita denge ye
Zamaane me saare aise
Samandar kalam hai mera
Likhta pannon pe mai lehrein
Zakhmi roohein dhoondhe mujhe
Mai hoon laapta
Whoa Whoa whoa
Kaidi kyun tum zindagi ke
Zindagi sazaa
Whoa whoa whoa
Mai milunga wahan jahaan
Milta hausala
Whoa whoa whoa
Har peher me likhta nagma
Kalam sir phira
Jo bhi rukne ke thikaane dikhe
Wo the jaani dil ke paas tere
Dum hai ghoot ta mera ab yaha pe
To ab bata kaise baat karein
Yaa ilaahi Tum kuch jaante nai
Gardan rakha tha talwar pe ye
Umeedon ke saaye ne tha rakha
Kaise chordhu inko aaj bhi mai
Sach to teri aankho me hai
Jhooth hai zubaan pe tere
Mushkilon me kya tum karte
Humne roti shaamein dekhe
Lakeerein mita denge ye
Zamaane me saare aise
Samandar kalam hai mera
Likhta pannon pe mai lehrein
Sach to teri aankho me hai
Jhooth hai zubaan pe tere
Mushkilon me kya tum karte
Humne roti shaamein dekhe
Lakeerein mita denge ye
Zamaane me saare aise
Samandar kalam hai mera
Likhta pannon pe mai lehrein