Lost Letter ft. Profound Lyrics
- Genre:R&B
- Year of Release:2022
Lyrics
Color chadha kaali raaton pe
Sabar zara maafi maango ge
Jo man me tha bhara saalon se
Judi nayi dori khwaabon se
Door kahin hai tu humse to kaise Bacha le?
Goonjati hai hawa me wo teri saari Baatein
Banke ke koi farishta tu chalta humaare
Doosri baar bhi pehli galti kar Aaye!
Ab to kalam mera haal likhne lag Ye malaal likhne lage dil ki baat Kaise dabe din se raat Hua palat ne Pe lagta hai makaan mere panne Ab makaam pe pohoch lena saans Do Kadam pe choore chaar khade Cheerne ko dhaar kare dream Meko bahr saare log lage Cheenche Ko
Do gala hai pyaasa lekin paani Milta teesre ko
2 minute ka wada uske baad inka Time out mai aaina hoon mai aaira Hoon (Worthy of Respect) mai nai Fountain mai sea shore agar hath Me mera taqdeer to phir mai cheer Doonnga lakeer ko
Maut ke ab tu kareeb boht
Kaun hai puche fakir ko
Tum goat to milo bakrid ko khada Zameen pe bada zameer bro lada to Jeetna reet wo Boli tum kaafi ajeeb Ho gaano me saalon se leen me Aaye hum mud se phir bhi hai Clean bro
Kalam talab meri music hi sab
Galat sangat lekin sahi karam
Pyaar smjh karo khatam jalan
Haar hai gale ne me jeet ka
Bhai tu mic pakad abhi time hai Heat ka
Time ye hate ka pyaar to kar
Anjaan ye raah fir sath safar
Darinde ye ghume hum baaz zigar
Puche ye haal jo mera kabhi to Raah guzar
Bhari ye aaankh agar
Aake jazbaat samajh
Colour chadha kaali raaton mein
Sabar jara maafi mangoge
Jo maan mein tha bhara saalo se
Judi nayi doori khwabon se
Akele chalte chalte haste duniya Pagal samjhe
Bitaane chahe khusihyon k pal sath Apne kab the
Thoke darwaze bhi kayi humne
Par jahan fullon ki aas thi
Waha se pathar barse
Hain ab bas raat pe yaaken
Tode soch ki zanjeer
Khayalat se ameer
Main koi ram na rahim
Kaanpe haath ye sahi
Tute hausle nahi
Hain likhe ashqon se ye geet
Zamaan bedard bas ye de dard Chine sari khushiya
Jo humne kiya na kabhi wo ilzaam Deti duniya
Kalesh chahe bas ye har taraf hain Kaisi duniya?
Samjh main aayi na kabhi na mere Jaisi duniya
Hum dard e dil ki dastaan sunaane Chal pade
Baatein aisi kartein tere dil mein Ghar kare
Jeete zindagi ko tum
Bs sangett ka sahare liye din hain Mere kat rahe
Haan mere dil ki daastan hai ye
Haan mere dil ki daastan hai ye
Daastaan ye
Mere dil ki daastaan ye
Door kahin hai tu humse to kaise Bacha le?
Goonjati hai hawa me wo teri saari Baatein
Banke ke koi farishta tu chalta Humaare
Doosri baar bhi pehli galti kar Aaye!