
Baar Baar ft. Profound Lyrics
- Genre:R&B
- Year of Release:2022
Lyrics
Tum samjhoge kya meri baatein Mai
Baar baar baar baar kehta tumse
Ab jeetunga khudse bhi kaise mai
Haar haar haar haar baitha tumse
Tum samjhoge kya meri baatein Mai
Baar baar baar baar kehta tumse
Ab jeetunga khudse bhi kaise mai
Haar haar haar haar baitha tumse
Ye aankhe zubaan banke bole
Hamesha tu aankhe mila
Parda bada jhoothi duniya ka
Dhokha mila to bharosa dikha
Mai wo kala jo saza leke fande
Pe latka hai banke gala
Uljhe khayalon me khudke
Tune kardi galti hai
Khoke apne tere
Rishto me fas gayi hai
Aazaadi terii
Subah har din nayi hai
Phir bhi raatein wahi
Kala karti zinda hai
Dafan khushiyon ko bhi
Tum samjhoge kya meri baatein mai
Baar baar baar baar kehta tumse
Ab jeetunga khudse bhi kaise mai
Haar haar haar haar baitha tumse
Tum samjhoge kya meri baatein mai
Baar baar baar baar kehta tumse
Ab jeetunga khudse bhi kaise
Zakhmi karke choda tumne dil Humara kya gunaah tha
Yaade dil se jaati na ab kaisa roop Hain ye wafaa ka
Toote sapne bikhre rishte dard Dekhe ye zamana
Jaltaa dil aur dhundhli raahe sehma Tha main tu kaha tha
Lagi aag jo ye seene mein jalti rhi Lagi kiski nazaar
Hasta wo chehra murjhaya na tha Dua ka asaar
Pyaar k baadle mein dhokha mila Kaafi ghera sabak
Dard e is dil ko samjhaya had main Tu reh inki chale samajh
Samjh galat badaal niyam
Badalte log
Sambhalke chal
Sambhalke chal
Nagaad rakam badha wajan
Imaan ye bechee log
Dil ye asal tu rakh
Yeah
Milega chain ab bas maut k baad
Ye zindagi kt rahi jaise khauff ki Raat
Hum khoke hosh baithe gumsum khudki laash k pass
Kya kare samay pe mile nai wo illaj Ke hath haan