
Me/you Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Likh diya sab kuch
Jo dil me tha
Tere bhi
Mere bhi
Gumraah kare duniya
Bikna ni tha jisko
Bik chuka wo bhi
Bhul chuka mai bhi
Bhul chuka wo bhi
Toot gayi dori wo
Jo baaki thi thodi
Tu galat mai sahi
Tu kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Mujhme talaashe kami
Mai galat tu sahi
Mai kidar tu wahin
Fitrat hai logo ki
Tujhme talaashe kami
Wo galat mai sahi
Wo kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Usme talaashe kami
Mai galat mai sahi
Mai kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Mujhme talaashe kami
Dard hume ni rulaate kabhi
Dar ni humko sataate kabhi
Akela mai baitha phir kiski kami
Samandar se zada kalam ki nami
Man ko saja shakal ko chorh
Tere andar ki jalan nichod
Aukaat se boht badi meri soch
Yahi chaar paach cheeze
dekhta hoon roz
Jalan
Dhokha
Nafrat
Dikhava
Duniya
Sahi suna tune
Wahi suna tune
Jo maine ni suna isliye
Tune sikha kuch naya
Likha kuch naya
Tikha chubh gya
Bill to mil gya
Paisa goom gaya
Jaisa nai hona chayye tha
Waisa hi hua
Accha hi hua
Jaisa bhi hua
Aisa tune bola
Dil ko dilaasa diya
Khud ko chutiya mat bana
Maine aaine me bhi dekha
Meko behrupiya dikha
Maine kala ko dekha
Teko bas rupya dikha
Izzat chordh ke tune
Sab kama liya
G mara liya
Mdchrd
Nikal aaj ke baad dikhna
Mat mere saamne
Cccc Mmmm
Chehra utaar ke baat kr
Bbbb
Tu galat mai sahi
Tu kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Mujhme talaashe kami
Mai galat tu sahi
Mai kidar tu wahin
Fitrat hai logo ki
Tujhme talaashe kami
Wo galat mai sahi
Wo kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Usme talaashe kami
Mai galat mai sahi
Mai kidar mai wahin
Fitrat hai logo ki
Mujhme talaashe kami