Sard Raatein Hain Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2025
Lyrics
Sard raatein hain
Gehra andhera hai
Kaise bataoon yahaan
Kaun mera hai
Sard raatein hain
Gehra andhera hai
Kaise bataoon yahaan
Kaun mera hai
Dil ki ye dhadkan bhi mujhko daratee
Hai roshni kahin nazar nahin aatee
Dil ki ye dhadkan bhi mujhko daratee
Hai roshni kahin nazar nahin aatee
Raatein ye lambi hain
Darr ka basera hai
Kaun jaane kab
Hona savera hai
Sard raatein hain
Gehra andhera hai
Kaise bataoon yahaan
Kaun mera hai
Thandi hawayen hain mujhko satatin
Pedon se aawazein hain mujhko darateen
Thandi hawayen hain mujhko satatin
Pedon se aawazein hain mujhko darateen
Bhooton ka shaayad yahaan
Kahin koi dera hai
Badee-hi mushkil-main
Dil ye mera hai
Sard raatein hain
Gehra andhera hai
Kaise bataoon yahaan
Kaun mera hai
Sard raatein hain
Gehra andhera hai
Sard raatein hain
Gehra andhera hai