Mazhab ft. Poorvi Koutish & Alok Ranjan Srivastava Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Teri saari khaamiyon ko main
Nazar-andaaz karta hoon
Jo bhi tu kahe
Sach mera
Main bin kiye sawaal sunta hoon
Yeh jaadui
Si duniya hai
Kaafi nahin
Tu hai daleel
Ke woh khuda
Khayaali nahin
Woh khuda
Khayaali nahin
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin
Teri saari khaamiyon ko main
Nazar-andaaz karta hoon
Jo bhi tu kahe
Sach mera
Main bin kiye sawaal sunta hoon
Yeh jaadui
Si duniya hai
Kaafi nahin
Tu hai daleel
Ke woh khuda
Khayaali nahin
Woh khuda
Khayaali nahin
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin
Kahin tu
Kahin tu
Koi mazhab toh nahin