
Sar Chad Jana ft. Alok Ranjan Srivastava & Swaroop Khan Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Tere ishq ka sab harjaana
Sar chad jana chad jana
Roz naya jurmaana
Sar chad jana chad jana
O chad jana chad jana
Hai yeh masla bada puraana
Balam ji
Balam ji
Balam ka naam zubaan mat laana
Sar chad jana chad jana
Roz naya jurmana
Sar chad jana chad jana
O Fareeda
O Fareeda
O Fareeda
O Fareeda
Hai nasha bada aafeemi uska
Nas nas mein ghul jaaye
Bijuri bijuri kaundhe tann mein
Har laaj sharam khul jaaye
Hai nasha bada aafeemi uska
Nas nas mein ghul jaaye
Bijuri bijuri kaundhe tann mein
Har laaj sharam khul jaaye
Phir naach naach ke
Dhoondoon woh harjaayi
Koi khabar wabar na aayi
Sheesha jo dekha toh
Khud mein hi paayi
Yeh ishq nahi bachkaana
Sar chad jana chad jana
Roz naya jurmaana
Sar chad jana chad jana
O chadh jaana chadh jaana,
Yeh do dhaari talvaar
Balam ji
Jigar ke paar tera nazraana
Ghar kar jana kar jana
Har roz naya jurmana
Sar chad jana chad jana
Ishq ka sab harjaana
Sar chad jana chad jana
Roz naya jurmaana
Sar chad jana chad jana
O Fareeda
O Fareeda
O Fareeda
O Fareeda