
Teri Chahat Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2020
Lyrics
O dil ruba
Sun to zara
Kehti hai kya dil ki sada
Ankhon mein jo ik khwaab hai
Tere liye betaab hai
Meri umeedon ka tara
Yehi roshan chehra tumara
Teri gehri gehri si ankhen
Meri Hasraton ka kinara
Meri subhein tere hi dum se
Meri shaamein tere hi dum se
Kabi door na hona muje se meri jaan
Jab bhi dekhun tuje ko hi dekhun
Tuje ko hi dekhun
Jab bhi mein sochun tuje ko hi sochun
Tuje ko hi sochun
Jaaga soya rahun teri chahat mein khoya rahun
Chalty rahein hum umar bahar
Ho khatam na apna shafar
Chaye jahan kuch bi kahe
Tu bas sada mera hi rahay
Meri umeedon ka tara
Yehi roshan chehra tumara
Teri gehri gehri si ankhen
Meri hasraton ka kinara
Meri subhein tere hi dum se
Meri shaamein tere hi dum se
Kabi door na hona muje se meri jaan
Jab bhi mein sochun tuje ko hi sochun
Tuje ko hi sochun
Jaaga soya rahun teri chahat mein khoya rahun
Meri umeedon ka tara
Yehi roshan chehra tumara
Teri gehri gehri si ankhen
Meri hasraton ka kinara
Meri subhein tere hi dum se
Meri shaamein tere hi dum se
Kabi door na hona muje se meri jaan
Jab bhi dekhun tuje ko hi dekhun
Tuje ko hi dekhun
Jab bhi mein sochun tuje ko hi sochun
Tuje ko hi sochun
Jaaga soya rahun teri chahat mein khoya rahun