
Ay Khuda ft. Zain Bin Qaiser Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2020
Lyrics
Koi Janay ga kya dil dard bahra
Yahan kesay jia
Kahin bohje liye rahay honth seeay
Waqt kesay kata
Koi janay ga kaya
Yehi kahani hai tuje sunani hai
Ay Khuda
Yehi kahani hai tuje sunani hai
Ay Khuda
Pathar nahi hun main
Main bi insaan hun
Ay Khuda
Seenay mein dil bi hai dil mein kuch armaan hain
Ay Khuda
Jo teri marzi hai wo meri qismat hai
Tuje se gila koi na hi shikayat hai
Main us pe raazi hun jo teri marzi hai
Tuje se jo mila chup chap saha
Kuch bhi na kaha
Dushman ki hawa diya jalta raha
Waqt kesy kata
Koi janay ga kaya
Yehi kahani hai tuje sunani hai
Ay Khuda
Koi janay ga kaya
Yehi kahani hai tuje sunani hai
Ay Khuda
Pathar nahi hun main
Main bi insaan hun
Ay Khuda
Seenay mein dil bi hai dil mein kuch armaan hain
Ay Khuda
Jo teri marzi hai wo meri qismat hai
Tuje se gila koi na hi shikayat hai
Main us pe raazi hun jo teri marzi hai
Yehi kahani hai tuje sunani
Yehi kahani hai tuje sunani
Yehi kahani hai tuje sunani
Yehi kahani hai tuje sunani
Yehi kahani hai tuje sunani
Jo teri marzi hai wo meri qismat hai
Tuje se gila koi na hi shikayat hai
Main us pe raazi hun jo teri marzi hai