
Khata Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2025
Lyrics
Mai khatawaar tha
Tujhse bezaar tha
Teri qadar na kar saka
Han mai gunahgaar tha
Tu mera pyaar tha
Mera hi sansaar tha
Teri qadar na kar saka
Haan mai gunahgaar tha
Tha maine tujhse kaha
Mera Nahin koyi tere siva
Kyun mai ye bhul gaya
Bin tere Hun mai tabah
Maine Ki hai khata
Aise na tu door jaa
Ho gaya mujhse gunaah
Aa ke de mujhe sazaa
Kaise karun mai bayaan
Mera haal e Dil
Tu bata
Maaf kar de ek dafa
Ishq hai tujhse bepanah
Na samjhi me mai jiya
Thi nahi koyi bhi wajah
Mushkil Saans lena hua
Jism se ruh ko door kiya
Mai khatawaar tha
Tujhse bezaar tha
Teri qadar na kar saka
Han mai gunahgaar tha
Tu mera pyaar tha
Mera hi sansaar tha
Teri qadar na kar saka
Haan mai gunahgaar tha
Tujhse hua mai juda
Tabse jee raha mai tanha
Zindagi hui meri fana
Isme kuch nahi hai bacha
Khud se tha dara
Ya hua koyi nasha
Jo tujhe jaane Diya
Isi me hun mai fasa
Kitna tujhse pyar kiya
Mai nahi paya tha jata
Aaj bhi hun wahi ruka
Tu aa ke de mujhe saza
Kya karu mere khuda
Thodi rahmat tu dikha
Mera Ishq karde ata
Itna na mujhe tadpaaaa
Tha maine tujhse kaha
Mera Nahin koyi tere siva
Kyun mai ye bhul gaya
Bin tere Hun mai tabah
Mai khatawaar tha
Tujhse bezaar tha
Teri qadar na kar saka
Han mai gunahgaar tha
Tu mera pyaar tha
Mera hi sansaar tha
Teri qadar na kar saka
Haan mai gunahgaar tha