
SAZA Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2025
Lyrics
Tu mujhse juda hai
Isse badi kya saza hai
Ek pal bhi guzarta nahin
Magar door rahna to sada hai
Khuda mujhse khafa hai
Ya le raha maza hai
Tujhse door karne mein
Uska kya hi nafa hai
Tu mujhse juda hai
Isse badi kya saza hai
Ek pal to guzarta nahin
Magar door rahna to sada hai
Khuda mujhse khafa hai
Ya le raha maza hai
Tujhse door karne mein
Uska kya hi nafa hai
Tujhse door jo kiya hai
Ye is baat ka gawah hai
Tujhe chaha sabse zada
Shayad mera ye gunaah hai
Mera dil to tabah hai
Tu hi uski wajah hai
Sochta rehta hai tujhe hi
Dil mera kaam se gaya hai
Na jaane kya hua hai
Dil se uth rahi sada hai
Kaash chhu leti mujhe tu
Kyu tu nahi hawa hai
Tu mujhse juda hai
Isse badi kya saza hai
Ek pal bhi guzarta nahin
Magar door rahna to sada hai
Khuda mujhse khafa hai
Ya le raha maza hai
Tujhse door karne mein
Uska kya hi nafa hai
Rooh me ek kaanta sa fasa hai
In aankho me tu hi basa hai
Aage kyun nahi badh pa raha hun
Na jaane ye tujhse kaisi wafa hai
Mere dil me ek khala hai
Tu mujhe kyun nahi mila hai
Mere ishq ka mujhe
Diya ye kaisa sila hai
Tu mujhse juda hai
Isse badi kya saza hai
Ek pal to guzarta nahin
Magar door rahna to sada hai
Khuda mujhse khafa hai
Ya le raha maza hai
Tujhse door karne mein
Uska kya hi nafa hai
Tujhse door jo kiya hai
Ye is baat ka gawah hai
Tujhe chaha sabse zada
Shayad mera ye gunaah hai