
QAID Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2025
Lyrics
Yeh dil hai ya raakh hai
Jal raha ya khaak hai
Ho raha kya mazaak hai
Aa rahi kyun uski yaad hai
Kyun main qaid hoon
Woh aazaad hai
Kyun dil uska hai khush
Mera barbaad hai
Yeh dil hai ya raakh hai
Jal raha ya khaak hai
Ho raha kya mazaak hai
Aa rahi kyun uski yaad hai
Kyun main qaid hoon
Woh aazaad hai
Kyun dil uska hai khush
Mera barbaad hai
Ishq dekhta nahi
Kisi ki jaat hai
Sabhi ke liye iska
Ek hi swaad hai
Is baat ka
Nahi jawab hai
Kyun toot raha
Mera hi khwaab hai
Aashiqon ka nahi
Koi hisaab hai
Nahi yahaan koi
Jo aabaad hai
Sab ka yahi
To haal hai
Kaisa ajeeb ye
Ittefaaq hai
Yeh dil hai ya raakh hai
Jal raha ya khaak hai
Ho raha kya mazaak hai
Aa rahi kyun uski yaad hai
Kyun main qaid hoon
Woh aazaad hai
Kyun dil uska hai khush
Mera barbaad hai
Sach dikh raha
Apne aap hai
Chehre se uth raha
Ab naqaab hai
Khuda ki rahmat hai
Ya uska azaab hai
Ghamon ka gehna hai
Sabhi ne pehna hai
Chahat to nahi hai
Lekin isi mein rehna hai
Kyun mere liye hai mushkil
Uske liye asaan hai
Uski zindagi to hai mahfil
Phir meri kyun veeran hai
Yeh dil hai ya raakh hai
Jal raha ya khaak hai
Ho raha kya mazaak hai
Aa rahi kyun uski yaad hai
Kyun main qaid hoon
Woh aazaad hai
Kyon dil uska hai khush
Mera barbaad hai
Ishq dekhta nahi
Kisi ki jaat hai
Sabhi ke liye iska
Ek hi swaad hai
Is baat ka
Nahi jawab hai
Toot raha kyun
Mera hi khwaab hai