![Ab Toh Bas Aik Hi Dhun Hai Vocals Only Nasheed](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/10/29/f0e936cedd47489582ee308b40c72288H3000W3000_464_464.jpg)
Ab Toh Bas Aik Hi Dhun Hai Vocals Only Nasheed Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2024
Lyrics
Aakhri waqt main kiya ronaq e dunya dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai ke Madina dekhun

Ab to bas aik hi dhun hai
Jaaliyan dekhun ke deewar o dar o baam e Haram

Apni mazoor nigahon se mein kya kya dekhun
Apni mazoor nigahon se mein kya kya dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai ke Madina dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai
Main kahan hun ye samajh loon to uthaun nazrein

Dil jo sambhle to main phir Gumbad e Khazra dekhun
Dil jo sambhle to main phir Gumbad e Khazra dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai ke Madina dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai
Meray Maula meri aankhen mujhe wapas karday

Taake is baar mein jee bhar ke Madina dekhun
Taake is baar mein jee bhar ke Madina dekhun
Ab to bas aik hi dhun hai ke Madina dekhun
Ab to bas aik hi dhun ha
Kaash Iqbal yun hi umar basar ho meri
Kaash Iqbal yun hi umar basar ho meri
Subha Kaabe main ho toh shaam ko Taiba dekhun