
Mera mulk mera desh | Iski mitti se bane tere mere ye badan Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Mera mulk mera desh
Mera yeh watan!
Shanti ka unnati ka
Pyaar ka chaman
Iss ke vaaste nisaar hai
Mera tann
Mera mann
Aye watan aye watan
Aye watan
Jaaneman jaaneman
Jaaneman
Aye watan aye watan
Aye watan
Jaaneman jaaneman
Jaaneman
Iss ki mitti se bane
Tere mere yeh badan
Iss ki dharti tere mere
Vaaste gagan
Iss ne hi sikhaya humko
Jeene ka chalan
Jeene ka chalan!
Iss ke vaaste nisaar hai
Mera tann
Mera mann
Aye watan aye watan
Aye watan
Jaaneman jaaneman
Jaaneman
Aye watan aye watan
Aye watan
Jaaneman jaaneman
Jaaneman
Mera mulk mera desh
Mera yeh watan!
Shanti ka unnati ka
Pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh
Mera yeh watan!
Shanti ka unnati ka
Pyaar ka
Chaman!