O sanam reprise Lyrics
- Genre:Electronic
- Year of Release:2023
Lyrics
Shaam-sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yun tadpaati hain
O Sanam, teri yadoon ki kasam
Milke bichhad naa to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri majboor ho gaya
O Sanam, tere pyaar ki kasam
Hmmm
Hmmm
Hmmm
Hooo
Samjhe zamaana ke dil hai khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazron se ab naa humko girana
Mar bhi gaye to bhul na jaana
Aankhon mein basi ho, par door ho kahin
Dil ke kareeb ho ye mujhko hai yakin
O Sanam, mohabbat ki kasam
Hmmm
Hmmm
Hmmm
Hoooo
Aankhon mein basi ho, par door ho kahin
Dil mein rehti ho ye sabko hai yakin
O Sanam, Dhadkan ki kasam