Naara Zindabad Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Hum hain Pakistani yani naara zindabad
Hum hain Pakistani yani naara zindabad
Hum hain Pakistani yani naara zindabad
Hum iss mitti ki pechaan hain tou na tu zinda bhaag
Qoum ka hain fakhar hum na hain koi zinda laash
Bolounga mai sach kiunke mai tou kalakaar
Hum iss koum ki taqdeer
Hum Iqbal ka hain khwuaab
Haq ki larai ko hum dete saranjaam
Jihadi nikle sarkon pe
Maaro sar e aam
Ghareebo ka ye khaate aur kamatein hain haraam
Ameer mera mulk usko kiya karazdaar
Naam se insaan lekin kaam se shaitan
Ab girado inke takht aur phaaro inki gaand
Kaise ati neend bhooki soti hai awaam
Yahan chor Kai muhafiz subedaar
Befaaltu ye karein giraftaar
Boldia sach ab ye bheje kaali car
Hum hain Pakistani yani naara zindabad
Hum iss mitti ki pechaan hain tou na tu zindabhaag
Qoum ka main fakhar hum na main koi zinda laash
Bolounga mai Sach kiunke mai tou kalakaar
Hum hain Pakistani yani naara zindabad
Hum iss mitti ki pechaan hain tou na tu zindabhaag
Qoum ka main fakhar hum na main koi zinda laash
Bolounga mai Sach kiunke mai tou kalakaar
Jalado phir tum sarke
Rulao phir tum bache
Chupao phir tum kharche
shaheed kardo nasle
Do it all in the name of defense and national security
Naam Pakistan lekin Kaha gayi purity
Ikhtiaar Mai na Kuch tabhi likhoun Mai ye poetry
Haal Mai na khush ya tou mille sirf dhokke hee
Logon nai khokhe bhi, basaya choro ka hee mulk
Issi baat ka tou dukh
Kab milega ab sukh
People getting shot in the face like dogs in the streets
Ghalti se sawaal koi pooche tou moun phardo repeat
Awaam marey, road jaley
Kaise atey inhe neend
Ye tou bhoole Apna Deen
Bikke roadon pe afeem
Inho nai becha hai zameer
So it's time we bring death to a fiend
Mulk Mai kaafi horaha Andhera
Par Khuda pe bharosa rakh hoga phir sawera
Awaam bashaour maardenge wo lutera
YE MULK JANI MERA