LADHNE DO Lyrics
- Genre:Spirituals
- Year of Release:2022
Lyrics
Hoooo
"Bucks Boy" On the Beat
Mene nai shruwat kari kai kai baar
Mere bikhre hue sapno ko joda kai baar
Mujhe jhukane ke liye khada saara sansaar
Tera bhai kabhi hara nahi fight kari har baar
Chahato ko sach karta safal mera war
Har baar ladhne utra tab jeeti har war
Jaane jung se pehle jab bhi hua me nirash
Tab khadi mere piche bani Maa meri dhal
Chali meri talwar mene kara pratikar
log bole meri shamsher Like a jaguar
Jab aaya me maidan mari esi bhi chalang
Sunke bhage saare bagadbille meri ye dahaad
He fight like a legent chatrapati god
His mind well set for swarajya wala thought
Mene tode sare barricade mara big shot
Mujhe aaya jo adane sala sidhe head shot
Aaya duniya me kuch karne ko
......... Nahi duniya me dhalne ko
Mene kari mehnat sambhalne ko
Apne Pero pe khada hua chalne do
Aaya duniya me kuch karne ko
Nahi duniya ke rang me rangne ko
Mene kari mehnat sambhalne ko
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe chalne do mujhe chalne do
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe ladhne do mujhe Ladhne do
Apni jindagi se mujhe aaj ladhne do
Mujhe chalne do mujhe chalne do
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe ladhne do mujhe Ladhne do
Apni jindagi se mujhe aaj ladhne do
Bane behrupiye ha apne hi khade
........ Kya dusro se shikwa kare
Hote ham bhi sharif ha aaj bhi magar sala
Apne hi khanjar khopne pith piche khade
Bane behrupiye ha apne hi khade
........ Kya dusro se shikwa kare
Hote ham bhi sharif ha aaj bhi magar sala
Apne hi khanjar khopne pith piche khade
Meri budhdhi prabal saare nishchay atal
Kabhi rok nahi paye sale karke trouble
Mere chahne walo ko bhi aaj pahochi khabar
Tabhi motivate kare mujhe karke safal
Char chand lagaye mene aaj bole shakal
Ha meri nahi jinki saali moti akal
Rok tok karne wale aaj karte nakal
Sale muh khole jab bhi muh se ugle gatar
Tere bhai ke aaj shrotagan sath he
.......... Upar wale ka pura hath he
Mere liye sahe jisne saare vaad he
Usi ka to mujhpe pura ashirwad he
Ye insaniyat kutti sali jaat he
Kare koi ghamand ham to baap he
Aaj sab ke liye apun khas he
Mera baba hua khush yahi badi baat he
Aaya duniya me kuch karne ko
........... Nahi duniya me dhalne ko
Mene kari mehnat sambhalne ko
Apni jindagi se mujhe aaj ladhne do
Aaya duniya me kuch karne ko
Nahi duniya ke rang me rangne ko
Mene kari mehnat sambhalne ko
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe chalne do mujhe chalne do
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe ladhne do mujhe Ladhne do
Apni jindagi se mujhe aaj ladhne do
Mujhe chalne do mujhe chalne do
Apne pero pe khada hua chalne do
Mujhe ladhne do mujhe Ladhne do
Apni jindagi se mujhe aaj ladhne do