
NASEEB Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Har subah ki pehli soch
Kitne chehrey kitne log
Kaun apna kaun paraya
Kiska matlab kaun hai dost
Kaun tera hai kaun nahie hai
Kaun galat hai kaun sahi hai
Hoga mujhse aur nahie
Sajdey me akhir kya kami hai
Waqt ata nahie lana padta
Mehnat laegi fir khana sabka
Pyar hota nahie nibhana padta
Mard haina sambhal ghar ka kharcha
Akela bas hu apney ghar ka
Khauf basta is dil mein rabka
Tune kiya nahie who tera farz tha
Nibhaya nahie fir kaisa mard ha
Har uruj ka dekh zawal hai
Har jawab terehi sawal mey
Gurur sey kaha pey mila hai kuch
Aj kaha pe dekh firaun hai
Duniya fir bhi kamal hai
Log khud hi khud me nawab hai
Hasad aur gibat hai sath me
Fir puchtey kya padhi namaz hai
Kash kash kash ye bhi hota
Mang ke dekh to kya nahie hota
Nasib me nahie ye ho nai sakta
Kamyab fir bhai tu sabka
Madat chaiye tab koi nahie karta
Paise ka mamla koi nahie sagha
Freedom of speech khota bajta
Jalta kyuki tu kar nahie sakta
Opportunity nahie optimistic
Positive isilie opportunistic
Kartey nahie apan ye dis wis
Nahie kartey apan ye remix
Iman pey haq sey na hai 666
Bhai samjha par nikley ye leeches
Ganey me lete hum khudka hi feature
Bars nahie chotey isey boltu thesis
Apan hate nahie kartey na kan hai bharte
Na matter me kisike bap se darte
Tiper hai tu chalke dikhade fatse
Fan fan fan kan check na karde
Naya nagar sey apan zara nahie thaste
Wasap sey apan jaha bhi chalte
10 leke a apan khade yaha haqse
Bachkaney chalke dikhakdey fatse
Sach pe sach bas spit karu facts
Hustle and motivate victory lap
License pe tracks sab paid in cash
Kamzor hai maths bas gintey hai cash
Filhal in lakhs multi hai plan
Na reel banatey na kartey trend
Khudsey hai baney khudhi hai brand
Khudhi karege vision hai planned
Mehnat mehnat mehnat k agey kuch ab bat nahi
Girey hum bhi aise apno ne diya tak sath nahi
Paisa paisa paisa se badi duniya me zat nahi
Ja jile apni zindagi tujhe hum kartey yad nahi