Dhoka Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2019
Lyrics
Hui shuru ek nayi kahaani
Ladke ke liye ladki thi anjaani
Ladka bana deewana
Ladki bhi fir ban gayi deewani
Bana na tha ladke ko usko apni rani
Uski hi maani
Us ladki ne
Alag tha ladke main
Talab thi paane ki
Usko usey chahane ki
Usey paas laane ki
Ladke ke liye
Wo ek rani thi
Unhi chaar mahinu mein
Haram kiya maine
Us ladki ko jeene mein
Basti thi bas mere seene mein
Hone lagi fir nafrat dheeme dheeme se
Cheen leta usey koi aur
Uska hi dar tha
Par milegi zarur
Kyunki mujh mein sabar tha
Usse kehta tha har koi raaz
Nafrat aas paas ke logon se
Karne laga tha
Bus pyaar mein pada tha
Pyaar ke liye tadapta
Dil ka taj tha wo mera
Par wo bekhabar tha
Wo bekhabar tha
Fir pyaar karke bola
Maine ab se tu meri friend
Usne kiya accept fir bani
Wo best friend
Baat karte raat raat
Ab nahi ho paayegi
Ab friend haina meri
Tu wo feeling nahi aayegi
Par jab bhi mujhe yaad teri aayegi
Call kar lungi
Yehi to samjhaayi thi
Ab tere bina mujhe kaise neend yaha aaye
Teri meri is ladaayi mein sari raat guzar jaayegi
Aakhir mein maine usey chhod diya
Mera sapna adhura maine tod diya
Haan laut kay aa
Kehti hai mujh ko wo roz roz
Main ni seh sakti mere dil pe hai bahut bojh
Nooch nooch ke khaney lagi hai mujhe zindagi
Torch ki zarurat hai aur
Tu hai meri rooshni
Chot li hai maine
Mere dil mein thi tu basi
Ab farak nahi padta hai
Naa hi tujh se hai dil lagi
Tu karti nahi yaad karti nahi call
Kyun mai karun tera bay sabri se intizaar
Ab gair poochne lagey hai mera haal
Rakh lete gair tere se zyada khayal
Bhool jaunga tujhe bhi
Tu yaad nahi aayegi
Yaad rakhna bahut badi chot tu khayegi
Tere pyaar main to maine sari duniya bhulayi thi
Bhul gaya jitne bhi kasme maine khayi
Chal ab khush reh yahi main chahta hun
Dil tujhe yaad karey
Dil ko samjhaata hun
Kyu jo apna nahi usey bhul jaa
Teri photo dekh kar hi sota aur jaagta hun
Seekha hun main tujhse yahan koi nahi apna
Aata jo bhi life mein dikhata bada sapna
Toot ke bikhar jaate sunne mein aaya hai
Tere pyaar ne mujhe shaayar banaya hai
Shaayar banaya hai