ZIMMEDARI Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Mera khauf deta gehri mai chot
Khatarnak lyrically khatarnaak mere verse
Tujhe samjh mai nahi aye agar dil mai tere khot
Koi bhi haadsa hota toh mai bhardeta note
Mera khauf deta gehri mai chot
Khatarnak lyrically khatarnaak mere verse
Tujhe samjh mai nahi aye agar dil mai tere khot
Koi bhi haadsa hota toh mai bhardeta note
Koi bhi hadsa ho note mai gana bharta
Koi bhi scene ho toh gussey mai nahi darta
Aj jatay muhallay mai charchay hai mere hote
Taraki kara dekho 20 saal ka ye ladka
Kon bhadka mere pay ye shayad mujhe jaanta nahi
Hyper honay day ye waise bhi kisi kaam ka nahi
Kal tak ye dm mai pada tha pending mai
Ache se puch kya wo fan khudko maanta nahi
Ache se puch kya wo kal tak mere sath tha nahi
Ache se puch kya wo past mera jaanta nahi
Ghar ki hai li mene bahut sari zimmedari
Jaisey kaati maine zindagi yahan aasaan tha nahi
Khud ko mai waqt dera
Khudpay dusroon ke ilzaam lera
Khudse mai banunga wada hai tujhse
Mai aisey hi baatein nahi jhuti kehra
Ek bhi haq ka nahi khaya tera
Mene logun ki tarah nahi badla chehra
Karskey war tabhi pichey rehra
Dost banay dost bus wo faida lera
Khodeta maukay
Jab miltey hai moukay bay
Kidhar ho gayab
Ley aya mera song bay
Seekha hai yahan maine
Hotey huey dhokay se
Kis baat ka bhaichara
Atay nahi maukay pay
Muh pay bhai bahi
Asli mai doglay
Dil inka saaf e nahi
Andar se khokhley
Batein chupaney mai mahir hai ye
Kartey dayein bayein
Bhai bolkey
Abay chor na chor tu saaf dil kyun banraha hai
Tu andar se hai kya ye chehrey se dikhraha hai
Insan ko padhnay ka tajruba hai mere pay
Tabhi faheem syed likhraha hai
Tujhe kya hi bataun chal janay dey
Zindagi kaati maine kaantoon mai
Roz miley log naye roz miley dost naye
Jankay bhi sab khaana baantun mai
Farak nahi padta hai tere tanoon sey
Jo dikhta hai wahi yahan gaadun mai
Aj mere sath hai wo kal mere sath nahi
Sachai likhta hun mai mere ganoon mai
Masley hi masley hai roz kay yahan
Masloon ko chor kay jaun mai kahan
Wo jagah bata jahan pay araam miley
Zimmedariyan puri ho wesa hi muqaam miley
Giley mene chorey karnay hai sabse
Tabhi agay bhadkay mai karahun struggle
Us din ka sabar hai milegi khabar ki
Faheem syed yahan hogaya safal