Mere Bina Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2025
Lyrics
Hui Juda Manjil meri
O Bewafa Sunle Zara
Tune diya mujhe Daga
Raaton mein main Jalta raha
Khamosh hai meri gustakh aankhein
Aaye jo barsaat laye wo yaadein
Kaise bataun na katati ye ratein
Tere Bina
Palkein ye hari Hui aaj ye nam
Wada tha tera rahega tu hum-dum
Kaise ye sochun ke jeena mujhe hai
Tere Bina
Saamnein hoke bhi Tu mera hai nahi
Ajnabi ho gaya Aisi kya hui khata
Saamnein hoke bhi Tu mera hai nahi
Ajnabi ho gaya Aisi kya hui khata
Kyun har ghadi teri kami lag rahi hai yahan
Jaa raha hoon magar doon main itna bata
Hoon Begunah Mera gawah
Hai ye Khuda O Bekhabar!
Wada mera Tujhse Raha
Wapas na main Ab aaunga
Jeena hai ab tujhe bhi
Mere Bina
Jeena hai ab Tujhe bhi
Mere Bina
Jeena hai ab tujhe bhi
Mere Bina
Jeena hai ab Tujhe bhi
Mere Bina