![Raahi](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/01/23/39b8c9fd1db244c5839126f55aea3547H3000W3000_464_464.jpg)
Raahi Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2025
Lyrics
Tum aur main Raahi, Mil gaye raste
Rang diya tumnein, Apne inn Rangon mein
Tum aur main Raahi, Mil gaye raste
Rang diya tumnein, Apne inn Rangon mein
Meri hansi ki wajah, Meri Khushi bhi tumse
Dinbhar Khwabon mein tera chehra rahe
Chahat na meri koi, Manga na kuch bhi rab se
Karta ye dil duaein, tere liye
Na tujhsa dekha koi, na suna Fasana
Pyar ke do lamhon mein, De diya Zamana
Tum aur main Raahi, Mil gaye raste
Rang diya tumnein, Apne inn Rangon mein
Aawara, Banjara
Kafir tha main, tha Bewafa
Mera Safar, Gaya theher
Teri Nazar mein, hai aisa kya?
Na rahi mujhe khabar, nahi laga mujhe pata
Raha nahi ab mera hi main
Khoja tumhein, kahan-kahan
Yahan gaya, wahan gaya
Hua tera ab mera ye dil
Tum aur main Raahi, Mil gaye raste
Rang diya tumnein, Apne inn Rangon mein
Tum aur main Raahi, Mil gaye raste
Rang diya tumnein, Apne inn Rangon mein