
Firta Raha Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2023
Lyrics
Firta raha hun main,
Khudse naraaz
Sirf bekarari hai,
na manzil na khwaab
Firta raha hun main,
talashuun jawab
Firta raha hun mai,
na sur hai na saaz
Kya ab meri yeh zindagi hai
Yeh kaahani bus meri nhi
Yeh kaahani mere bus main nhi
Aa fir, firse woh raah chalein
Aa waqt zaaya karein
Duniya ki yahi reet hai
Na kisi ki haar,
Na kisi ki jeet hai
Kya ab meri yeh zindagi hai
Yeh kaahani bus meri nhi
Yeh kaahani mere bus main nhi