
Aagaz Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2023
Lyrics
Khayalon mein malaal ki hukumat hain
Nilaam hain, zehn bhi, rooh bhi
Azad nahi iss duniya mein koi
Makkar hain
Baimaan hain sabhi
Iss ant ka
Iss ant ka aagaz hain
Kafiyat ke gulaam hain sabhi
Bewaja kyun darare hain
Badsalukhi se kyun koi naraz nahi
Makkar hain
Baimaan hain sabhi
Iss ant ka
Iss ant ka aagaz hain
Khidmat watan ya attank ki
Wajood ka boj sabhi pe barabar
Iss batware mein mol tol nahi