
Somras ft. Tabish Wani Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Aa meri jaan teri aarti utaru
Tujhe bharlu bahon mein aaja kardu bekaabu
Aa mere paas tujhe duniya bhula du
Tujhe duniya bana ke teri duniya basa du
Na hona yu khafa tu tujhe rani mein bana du chand kadmon pe le aadu sangam saath hi juda tu tera mera na tujhpe uthni aankh kisi ki waada mera jaanejaana aise na sharma tu teri ankhon mein dooba hu mujhse ankhein na chura tu hua nasha
tu baahon mein aa fikarein hon saari dhuan dhuan
jaam ankhiyon se pila tu thoda hone de bekaabu balam tera
Aa meri jaan teri nindiya udaa du
Mujhe kasle bahon mein aaja karde bekaabu
Aa mere paas tere dukh mein bhula du
Jaana bheegi bhaagi si tu fir kyu me sookha hu
Aa meri jaan meri pyaas bhuja tu
Mujhe paas bhula toh fir jaa ke dikha tu
Haan meri jaan tere ishq mein dooba hu mujhe karle kaabu mein aisa jaadu kar ja tu
Jaanam mein na khelta dil se
khilona mera Kahi aur tujhe bhi pata teri
Nazrein bhi milti na mujhse tu itna bata kya hai khauf mera aisa
Neendein tujhe aati na hain raaton ko
Toh hum bhi kaha lete hue sone ko hain
Hadein paar kar de besharmi ki
Khulke batade zara tu tere iraade kya hain
Jaana unhe nek na rehne de
I Aa tujhe mein le chalu sitaron pe
Beth god mein meri mein tujhe duniya ghumau
Tera saara nasha minto mein utaru mein
Aa meri jaan tere kapde utaru
Tujhe bharlu bahon mein aaj kahi na jaane du
Aa mere paas teri duniya ujaadu
Hont se hont mila de kash toh laga tu
Swargon ke dwar tera zariya mein hi hu aaja batiyan bujha ke saari ratiya jaga du
Aa meri jaan na na aise na ghabra tu meri ankhiyon mein dekh le dikhega tujhe sadhu
Baat meri maan kya sochri itna tu
jaana waqt nahi hai faaltu yun zulfein na sawaar
Kya jaegi leke jaan
Tu pehle mein tere baad hu
Jo kahegi sab mein maanlu
Par kahegi sach ye thaan tu
Mein kabhi
Kami hi na chhodun koi
Saath hi ni chhodun
Jo ho baat teri meri
Seene pe mein goli lelu
Mein toh aadmi deewana tera
Aaj bhi na jaana
Jisko jismon ki bhookh
Uska pet kya bharu?