Kahani ft. Kalakarr Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Jo bhi thee pas mere, nahi hai pas mere
Khade woh dur mere , Aaj kehta ki wahi se ghurte re
Rahe jo sath mere , Wohi hai khaas mere
Dusro ke badolat upar jo khade
Unhe kehta ki mein chaatte reh
Aate jo samne se , 32 ko 32 hum tanke de
Kalam hi toh bas thamna hai
Aake jaana mera kaam lele
Raatein jaage bas chand dikhe
Kala ko khareede daam deke
Par kitne mere sath aise bhi khade
Jo kalakarr bane jaan deke
Sabhi se ruthke, akela aake beitha hu mein chand pe
Jo mere sath me nahi, wohi mere upar zyadatar dhyan de
Maybe I'm reaching the heights aaspas mere jyada he shant hai
Zyada mein bada bhi nai par, dusre seher wale bhi mujhe aaj jante
Aise he fek nai raha mein
Ghutne harke bhi tek nai raha mein
Kahi bade log bhi jane par
Unke upar hath sek nai raha mein
Woh soche ki dekhta nai
Im pretending ki dekh nai raha mein
Jane wale jate rahenge,
Just fuck em abhi nek nai raha mein
Aachuka dur mein, itni aasani se kaise har mein jaunga
Dekhe ye ghurke, aur kehte ki mein kuch kar na paunga
Baap majdur hai, par kasam hai khuda ki dunya dekhaunga
Jete hue sapne hasil na hue toh hasil karte hue he mar bhi jaunga
Dekhe hai aansu bahut aur unhi me he dikhe meri kahaniya
Kaltak jo sath na the, aaj sath paneko banate kahaniya
Dekhe hai aansu bahut aur unhi me he dikhe meri kahaniya
Kaltak jo sath na the, aaj sath paneko banate kahaniya
Jo bhi thee pas mere, nahi hai pas mere
Khade woh dur mere , Aaj kehta ki wahi se ghurte re
Rahe jo sath mere , Wohi hai khaas mere
Dusro ke badolat upar jo khade
Unhe kehta ki mein chaatte reh
Aate jo samne se , 32 ko 32 hum tanke de
Kalam hi toh bas thamna hai
Aake jaana mera kaam lele
Raatein jaage bas chand dikhe
Kala ko khareede daam deke
Par kitne mere sath aise bhi khade
Jo kalakarr bane jaan deke
Main kalah ko jaan deta
Aur badle mein yeh meri jaan lera
Hu main mere baap jaisa
Toh ziddi kism ka dimaag mera
Aur yeh zid mujhe maar dega bana kalah imaan mera
Maine bachpan se thaan liya ki yeh zindagi izzat aur pyaar ke naam
Jisdin bujhta dikhe tujhe pyaas mera
Khuda kehdena woh meri aakhri saans
Hogi laash woh har ek insaan ke naam
Jisne kalah ko samman diya
Tujhe lagta yeh karna asaan hai na
Tujhe dedu utaar poshaak mera
Mere kapdon mein aake tu jaan toh daal
Meri nazron se duniya ko jhaank lena
Chal aya kaafi main teka ni ghutne aur inko bhi mujhse ni ranjishein
Chhod aya jinko main peeche
Ab Mudke tak dekhunga unko na hargiz main
Aur jisne bhi gaane sune mere, tum ab meri is kahaani mein shaamil ho
Tumse bas itna main chahta udaasi ke shaamon mein mujhse tum aa milo
Jo bhi thee pas mere, nahi hai pas mere
Khade woh dur mere , Aaj kehta ki wahi se ghurte re
Rahe jo sath mere , Wohi hai khaas mere
Dusro ke badolat upar jo khade
Unhe kehta ki mein chaatte reh
Aate jo samne se , 32 ko 32 hum tanke de
Kalam hi toh bas thamna hai
Aake jaana mera kaam lele
Raatein jaage bas chand dikhe
Kala ko khareede daam deke
Par kitne mere sath aise bhi khade
Jo kalakarr bane jaan deke