Tu Milja ft. Younus Jalali Lyrics
- Genre:Electronic
- Year of Release:2022
Lyrics
Tu milja aakay mujko sata
Meri baahon me aakay mujhay pyar dikha
Tere bina mujhe sakoon hi na
Woh sakoon kahan jo teri baahon me tha
Puri karun ga woh baatein jo ki
Jitne bhi waaday thay jhootay nahi
Mere nahi par tere to thay
Waaday ye sub jhootay
Hum roothay
Han jhootay
Tu milja aakay mujko sata
Meri baahon me aakay mujhay pyar dikha
Tere bina mujhe sakoon hi na
Woh sakoon kahan jo teri baahon me tha
Kese likhunga ye baateyn sabhi
Baateyn wohi teri meri jo theen
Zamanay ka gham aur phir teri kami
Teri kami aur yeh afsurdgi
Teri sab baateyn mujhe pata theen
Meri bus yehi aik khush fehmi thi
Jati jahan tu ab mai wahan nai
Jaun mai kidher tu har jagah hi