Dhuaan Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2022
Lyrics
Udne laga banke dhuaan main
Kash ne lab ko jo chuaa hai
Pucho na mujhse kya hua hai
Jo bhi hai tere gam ki dua hai
Maine na paya tujhe meri nigaah mein
Dekhe jo koi bas dikhta nasha hai
Puche jo koi bolun mera dil maane na
Hoo... khoya hai jaane naa
Udne laga banke dhuaan main
Kash ne lab ko jo chuaa hai
Pucho na mujhse kya hua hai
Jo bhi hai tere gam ki dua hai
Chodda tune haath to saath kya aaya
Hua tanha koi paas na aaya
Tab yahi saath tha bas yahi paas tha
Zinda hoon main ahsaas karaya
Ab to hai bas yahi mera khuda
Udne laga banke dhuaan main
Kash ne lab ko jo chuaa hai
Pucho na mujhse kya hua hai
Jo bhi hai tere gam ki dua hai