Jee Raha Main Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2022
Lyrics
Haan khada hoon main
Us kataar mein
Jisme mil raha tera pyaar hai
Yun to laakhon mein
Chahne wale hain, jism ye tera main
Rooh pe fidaa
Taara hai ya tu maaya hai na
Ye jaana maine
Ke tumse milke
Jee raha main
Jee raha main
Jee raha main
Jee raha main
Taarifon mein keh doon kya
Aisa koi labz na
Aankhon se hi samjho naa
Man tere peeche baawara
Tumse pyaar hai
Haafiz tera yaar main
Bas ye leke khwaab hi
Hoon jee raha main
Jee raha main
Jee raha main
Jee raha main
Ghanan ghanan ghanan ghan ye barse
Nayan nayan nam hain tadpe tarse
Takte takte tujhko kabse arse
Beete ye badra badle baadal raste
Ghanan ghanan ghanan ghan ye barse
Nayan nayan nam hain tadpe tarse
Takte takte tujhko kabse arse
Beete ye badra badle baadal raste