Mera Sahara Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Ooo Ooo
Ab to pehle pehle pehle se khabar thi
Aur tha pehle pehle pehle se pata
Ik tu hi toh hai aakhri yahin
Mera sahara
Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga
Aur jhooti na hai baat yahaan
Ik tu hi toh hai aakhri yahin
Mera sahara
Haan kaise kaise pal bitaaye hai maine
Dekhi kitni hai khafaa
Jab bhi doobe meri kashti dikhaya
Tune kinara, o yaara
Jab giru main tu uthaaye mujhe
Jab roun main hasaaye mujhe
Jab fasoon main tu chudaaye mujhe
Is liye hoon main beparwah
Maangu bas main duaa yehi
Ho saath aisa
Tere jaise ik bharose ka saathi
Mile sabko yahan
Ab toh pehle pehle pehle se khabar thi
Aur tha pehle pehle pehle se pata
Ik tu hi toh hai aakhri yahin
Mera sahara
Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga
Aur jhooti na hai baat yahan
Ik tu hi to hai aakhri yahin
Mera sahara
Jab bhi toote koi taara kahin
Maangte hai sab duaa
Bana meri parchaayi tu hi
Aur maanga sirf pyaar
Nazar lag na jaaye kahin
Apni yaari ko yahaan
Buri balayein dikhai na dein
Karu main sadka
Ab to pehle pehle pehle se khabar thi
Aur tha pehle pehle pehle se pata
Ik tu hi toh hai aakhri yahin
Mera sahara
Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga
Aur jhooti na hai baat yahaan
Ik tu hi toh hai aakhri yahin
Mera sahara