Sabar Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Shaurat ke piche ni kalla ke bukhe hai
Sohgaat yeh mili par janmo se sukhe hai
Daulat ko dekhe zaamana yeh saara
Hum dilon ko chhute par jebon ko chuke hai
Maana hisaabo se peeche hai
Rehte na hum nakabo ke peeche hai
Sote na hum khwaabo ko jeete hai
Girne ka darr rehta ni per zameen pe hai
Khair ganimat hai
Chale meri sanse sath jo ye ehsas nabi ke hai
Bana sabhi mere khawabo se aur jazbato se ye kirdaar haqiqat hai
Meri rooh ko sukoon na mile
Mauzu eh guftagu na mile
Ek din samjh jaye ge ye log akhir kya meri kalla ki fazilat hai
Hume rehti hai bhukh koi jeb chord kalla dekhe
Hume rehti hai bukh koi bhes chord galla dekhe
Par kareebi wale ek aur salha dete
Kehte hai ni dastoor ni to chlla dete tere gane
Par sach kahu kaafi sikhyaya iss kalla ne
Ki ho na koi kareeb rakh tu khud pe yakeen Sama jae ga yeh beet badal jae ge yeh daur badal jae ge zamaane
Haan mujhe kala ka guroor
Agar gayaki ki baat har sazaa hai qubool
Le lena meri jaan chord jana yeh rakul
Bas itni si bhukh hame jana na tu bhul
Hogi aakhri shaam phir bhi gaau ga zaruur
Maange ehtiraam likha mera yeh funuun
Jise pagalpan logo ne kaha woh hai mera junoon
Badti jaari yeh bhukh kalla yeh ramadan
Jude rahe zameen se chhule aasmaan
Hai jo kalam se panno ka faasla
Bane panno se dilo mai rasta
Badti jaari yeh bhukh kalla yeh ramadan
Jude rahe zameen se chhule aasmaan
Hai jo kalam se panno ka faasla
Bane panno se dilo mai rasta
Sab ne tha hath chord diya
Bas jo ruki vo ummed mere sath
Ek panne pe likha jo maine mod diya
Jo mai likhu koi na likhe mere baad
Gharwale bhi to rehte hai naraaz tabhi
Vjah hai ke abhi thik ni halaat
Log puchte hai kab tak likhe ga itne gane
Akhir jab tak khuda na leke sans mere
Mai kalaa betha kalam se mai kalla likhu
Aur kalla meri dua or ibadat bane
Kalla se hi bana ek bhai mera
Aur kalla me kabul shahadat mujhe
Ab kala hi ye bani pehchaan meri
Dafan betha andr ek shaitaan kahi
Upar wale ka karam mila toufa ye nayab
Agar chord du sangeet to katt jaye zubaan meri
Koshishe mai karu din or raat
Kabhi to hongi ye khushiyon ki barsaat
Dekh kaisi reet ye banai upar wale ne
In sajdo ke baad bhi na mahi mere paas
Par koi gumm nahi
Par sitam hai
Khaye apno se ghao abhi num hai
Na log aj jine dete the na kal jine denge
Upar jaye ge jo sath ek cheez vo karam hai
Mana hisaabo se peeche hai
Rehte na hum nakabo ke peeche hai
Sote na hum khwaabo ko jeete hai
Girne ka darr rehta ni per zameen pe hai
Gum nahi par sitam hai
Khaye apno se ghao abhi num hai
Na log aj jine dete the na kal jine denge
Upar jaye ge jo sath ek cheez vo karam ha