
Main Galat Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Jab main Gira toh koi
Saath Dene wala
Utha khudse toh
Koi haath Dene wala nahi
Aati mushkile rokne
Piche se mujhse par main chalta dhai kadam
Toh koi maat Dene wala nhi
Raat din main karu ek
Mushkilo ko seh kar
Par akhir chahta hu yhi
Ke Banu Kal se better
Banu Kal se bhetar
Taki bane mera bhetar Kal
Mile tujhko Kankad
Toh unko tu sehta chal
Inn hi kankado Se
Bana na tujhko ghar hai
Papa ka aashirwad
Aur maa ko sabar hai
Ye na jaane main guzra kin haalaton se
Lage jindgi rangeen par b/w colour hai
Jab main
Jab bhi karna chaha sahi
Hota kyu Main hi galat
Dekhi Maine karke achiya
Par padta bas yaha burayi se farak
Insaaniyat ki baat karte
Khud uspe chadke uppar aaye
Khudko na Pata inki manzil kha
Dete ye dusro ko raaye
Gale mein ice
Aur dil hai mera cold kyu
Likhta main dil ki baatein
Inko lagte sach bol kyu
Jab bhi karta bhalyi
Lagta inko ye jhol kyu
On the way to New
Dekh mera Naya role tu
Jo saath the vo saath nahi nhi
Life mein pehli baat nhi
Paisa kisi ka bhagwan
Kisi ka majak nhi
Jo sharaab tere glass mein
Vo saath tere khilaaff shi hai