Umar Baees Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Umar baees betha job pe mein
Sapne mere ab bhi shows k hain
Kitna gira kitna utha Kitna toota kitna juda
Phir bhi rehta always toes pe main
Umar baees betha job pe mein
Sapne mere ab bhi shows k hain
Kitna Saha, kuch na kaha, maa k liye ladta rha
Tab hi rehta always toes pe main
Rehta mai high nhi, banda mein low-key
Kafi hai cons aur kafi hai pros bhi
Kisi se pyaar na jyada na dosti
Piche se rival aage wo broski
Magajmari beta roz ki hai
Samajdari sabne chhod di hai
Matlab ki baatein, galat iraade
Bulate phir muje dost bhi hain
Hota h dukh par mei dikhata nhi
Samay sabhar karna sikhata bhai
Figure badhta jabhi dikha tha nai
Datta rha tha mein Hilla tha nai
Tu hota inspire, batata nhi
U love what I do, jatata nai
Dilse gaane share kar pata nai
But Hakuna matata ay, soche
Dubey karne laga rap kaise?
Simple sa lagta tha face pese
Milte honge paise ads pese
Chal jaye na, karein hum back kaise?
Bro they lack patience
Jane karte kyu hai act aise
Jani Kalam dena rack pese
Likhta rahu lu me break kaise?
Na mei reckless ay
Dua mein betha mei knee pe tha
Nanak bole mere piche aa
Jigra mein dunga ek cheeteh ka
Sirf dodega nai beta jeetega tu
Rahega peeche na tu
Taaron se dikhega tu...
Ya ya ya
Sabar jo sikhega tu
Crease pe tikega tu
Umar baees betha job pe mein
Sapne mere ab bhi shows k hain
Kitna gira, kitna utha, kitna toota kitna juda
Phir bhi rehta always toes pe main
Umar baees betha job pe mein
Sapne mere ab bhi shows k hain
Kitna Saha, kuch na kaha, maa k liye ladta rha
Tab hi rehta always toes pe main
Wo jaante nai past mera, pata nai hai aaj mera
Ek paari dekh k wo judge kare class mera
Khuda Mera saath khada wohi deta phenomenon
Maaf kare muje sare gunah mere gine bina
Diya bohat kuch muje kuch bhi hai cheene bina
Badey nahin ankk par, grind meri phenomenal
Kehte the wo humein jeena nai hai tere bina
Baaton me na aya warna dete muje jeene hi na
Umar baees betha job pe mein
Sapne mere ab bhi shows k hain
Kitna gira kitna utha Kitna toota kitna juda
Phir bhi rehta always toes pe main
Umar baees betha job pe mein