Mash'hoor ft. ScoolBoyPax Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor
Lafzo mein garmi, palkon pe aansu
Haath mein jaam, mein dard dubaalu
Door se dekhu, tujhko pukaaru
Jism se tere mein shabd churalu
Lakeero mein teri mein khudko basalu
Tere mein ghamo ko apna banalu
Agar haqeeqat mein tu na hou meri tou
Tujhko mein panno ke bheetar chupalu
Kaano mein shor mahaul ye dhua
Parchayi hai khai mein, aage bhi kuan hai
Zakhm ye tab tab haan gehre hue
Jab jab inn marham ke haathon ne chua hai
Teri tasveero ko du mein jala
Par teri inn yaadon ko kaise mitaadu mein
Aankhon se beheti hai meri siyaahi
Dheere se panno par usko utaaru mein
Kisko mein bolu ki jeene ka khauf
Kisko mein bolu ki marna ni chahta mein
Saawan sa barsa hai mera ye raaz
Maana ki rishte bhi naa hu nibhata mein
Shaamon mein sada mein akela raha
Yaadein kyu gherti teri hai raaton mein
Aaino se rakhu bhala kyu ghila
Unse lakeera jo kheechi hai haathon pe
Ab bas
Sajadu mein bistar ye
Tasveero se teri mein
Nihaaru mein unko yun
Ye meri tabir hai
Likhna ni chahta mein
Sookha ye halak hai
'gar tu hai dharti pe
Mujhe jeena hai falak mein
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor
Mujhe dete nai pyaar
Bas dete wo hate
Ab mein kaatta ghaas
To deal with the pain
Nothing to gain relations with you ain't been working so we gotta change
But you stayed the same
But you stayed the same
Been enjoying my time all alone
Keeping checks on my phone
Need a GPS on my emotions
Don't really feel where I'm going
Bina tere jeene mein kya khushi
Bina tere jeene mein kya khushi
Siraf pyaar dete do teen
Zindagi beeti sector tees mein
Anjaane mein dekho
Samandar si aankhon mein
Doobe bechaare hai
Aansu par tapkega
Nahi
Tere tou lafz bhi kaafir hai
Rakhe par haafiz hai
Jhoot bhi lagta hai
Sahi
Munasib mushayare mein shayar
Ye lagte hai kaayar
Yaah dhool bhi
Sajji dikhi
Wapas fir aake tum
Mujhko mana-na
Tujhko 'gar jaane du
Hassi khushi
Par mein tou
Hasna na chahta hu
'Gar tu na hou saath mein
Wahi baat dohrata hu
Ab saare inn gaanon mein
Manzil bhi tu hai yaha
Aur tu hi hai raahon mein
Shayari tu hai 'gar
Sab shayar maikhano mein
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor
Mera yah kya hai kusoor
Meri lakeere hi bole Mash'hoor
Tu aur ye tera guroor
Baatein tou karti hou meri zaroor