
Chalo Chalay Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Keh diya tu pass hai
Yeh mujhay ehsaas hai
Kehna tha jo woh kaha nahin
Dil ki kyun tu sunta nahin
Abhi bhi gham baki hain
Woh yaaday sab sath hain
Chalnay laga hoo mai dur kahin
Chalo chalay tanhiyon mai
Dur kahi weeranay mai
Faslon ko miltanay mai chalo
Chalo chalay tanhiyon mai
Dur kahi weeranay mai
Faslon ko miltanay mai chalo
Yeh rishtay sab purany hain
Yeh batay sari bahanay hain
Dekh lo tum ab hoon mein yahin
Kya dair kardi kehnay mai
Waqt tha nahin palatnay mai
Chal para hoon mein dur kahin
Han mein ne seh liya tu dur hai
Keh diya tu ne majboor hai
Tanhiyan thin par duri nahin
Chalo chalay tanhiyon mai
Dur kahi weeranay mai
Fasloon ko miltanay mai chalo
Chalo chalay tanhiyon mai
Dur kahi weeranay mai
Fasloon ko miltanay mai chalo