Hadein Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Hadein na mere aasma ki hai
Tu chahe mujhe aazma bhi le
Mazil ruke na aaftaab pe
Na chahoon mai k aasra mile
Aadat hai panno pe likhu mai khawab kaafi
padh na pata khud hi kaisi
Saajishon me fansa hoon mai
Han jaane jana khud se khafa hoo mai
Hadein na mere aasma ki hai
Tu chahe mujhe aazma bhi le
Mazil ruke na aaftaab pe
Na chahoon mai k aasra mile
Kaabu na lapto pe hai
Yeh rakh kr dengi khawab sab
Kal hua khabar hi kya
Par hum kal ko likh denge aaj par
Jaan se anjaan tk
Un raasto ko naap kr
Bharosa krta na hoon kisi pr
Na khud ko jana hai aaj tk
aawazein sau kyu mujhko sunayi de
Cheekhein sab yeh pr na dikhayi de
Kaidi kaisa mai khawahishon ka
Mere badle sab kyu gawahi de
Hadein na mere aasma ki hai
Tu chahe mujhe aazma bhi le
Mazil ruke na aaftaab pe
Na chahoon mai k aasra mile
Aadat hai panno pe likhu mai khawab kaafi
padh na pata khud hi kaisi
Saajishon me fansa hoon mai
Han jaane jana khud se khafa hoo mai
Hadein na mere aasma ki hai
Tu chahe mujhe aazma bhi le
Mazil ruke na aaftaab pe
Na chahoon mai k aasra mile