Mai Hua Fana Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Teri yadein
Wo mulaqatein
Thodi si anjaani hai
Teri baato
Muskurahaton mei
Chhipi nai si kahani hai
Teri yadein
Wo mulaqatein
Thodi si anjaani hai
Teri baato
Muskurahaton mei
Chhipi nai si kahani hai
Tujhe itna maana maine
Tujhe inta sawara maine
Phir bhi kyu chhoda tune mujhe
Tere nakhro ko itne
Hai har pal paala maine
Phir bhi kyu toda tune mujhe
Mai hua fanaa
Kyu ki ye khataa
Mera maan kyu toda aise
Pyaar tha, kyu kiya judaaa
Pyaar tha, kyu kiya judaaa
Tera wo hasna raaton me
Tera wo fasna baaton me
Meri tu khwaish thi tu
Ye jan le...
Teri wo roshni
Teri wo chandni
Me bas gayi thi meri zindagi
Tujhe itna maana maine
Tujhe inta sawara maine
Phir bhi kyu chhoda mujhe
Teri nazron ko maine
Hai har pal chaha jaise
Phir bhi kyu toda tune mujhe
Mai hua fanaa
Kyu ki ye khataa
Mera maan kyu toda aise
Pyaar tha, kyu kiya judaaa
Pyaar tha, kyu kiya judaaa
Pyaar tha, kyu kiya judaaa