![Nashaa](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/05/20/46a784f40c934066961451c14cb0cc92_464_464.jpg)
Nashaa Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2022
Lyrics
Kyun labon pe zikra hai hardam tera
Kyun karoon na fir bhi hai fikra tera
Kyun pareshan hai dil besabra mera
Kyun hai thamm sa gaya ye pal tu bata
Aawargi mein deewangi mein teri
Mannmaniyan ye karne laga dil mera
Mere khuda tu itna bata
Hai ye zeher ya hai nasha
Mere khuda tu itna bata
Hai ye zeher ya hai nasha
Ab khwahishon ko milti kahan hai panaah
Teri adaaon pe ishq bhi khud hai fanaah
Raahon pe teri jo chalne laga mann mera
Hone laga hu khud se hi ab main juda
Mere khuda tu itna bata
Hai ye zeher ya hai nasha
Mere khuda tu itna bata
Hai ye zeher ya hai nasha
Kaise mitau ye faasla main
Kaise batau jo dil keh raha hai
Aawargi mein deewangi mein teri
Mannmaniyan ye karne laga dil mera
Mere khuda tu itna bataSasha