
Kho Gya Lyrics
- Genre:World Music/Folklore
- Year of Release:2022
This song is not currently available in your region.
Try the alternative versions below.
Alternative versions:
Lyrics
Tujhe dhunde dil mera
Mein musafir ho gaya
Tere pyar main ae sanam
Mein to kaafir ho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
1 pal bhi na chain aaye
Tere bin na kuch bhi bhaaye
Yaad hai kya ya bhulle ho sab
Meri baahon ke woh saaye
1 pal bhi na chain aaye
Tere bin na kuch bhi bhaaye
Yaad hai kya ya bhulle ho sab
Meri baahon ke woh saaye
Woh sardi ki tadap jab tu mujhme kho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Jaane kaisa tera nasha hai
Tu hi rab mera tu hi khuda hai
Garmi main thandi hawa ke jaisi
Saanson main meri tu hi basa hai
Jaane kaisa tera nasha hai
Tu hi rab mera tu hi khuda hai
Garmi main thandi hawa ke jaisi
Saanson main meri tu hi basa hai
Bhulla ke sare gum
Teri baahon main so gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Door hoke bhi tu door nahi
Beshak kho gaya hai kahi
Mein kaise khud ko kisi or ka banna lu
Mein kaise keh du mein uska hu jo hai hi nahi
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya
Kho gaya kho gaya mein to tanha ho gaya