AMBANI Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Baaton se ambani
Karne ko dhang ka koi dhandha nahi
Sach yaha janta ko jamta nahi
Bhai tera hit jaise bhansali
Jab gira neeche tab sath nahi tha
Tera abhi aana bhi banta nahi
Asli sab pehle se chaanth rakhe
Nakli ko circle mai rakhta nahi
Marne pe mil jaate kandhe toh
Jeendo ko milta yaha kandha nahi
Dur jaate dekh liya tumko mai
Pyar karu tumse par andha nahi
Jab bhi mai karu verse drop
Sabke kara du headnod
Chand pe yeh gaute khata flow neela aasman
Weak nahi chote i am strong
Skrt skrt skrt skrt karu skart karu
Jab baari aaye meri har gali mai toh skrt karu skrt karu
Hatkar hu hatkar hu tum sabhi same memne godown
Mai akela khada chath par hu
Juda lat se lakar sa
Tu dhaatu swapnadosh mai khada ab bhi pahad sa
Hu seena thok bolu kholu raaz teri dastan
Jagau jag soona kajal kala meri aankh ka mai
Seekhata saleekha jeene ka tareeka
Bharosa pari pe karta nahi
Tha magaj mai shani tab pasand na kavi
Ab kavita likhta mai padhta yahi
Likhta wahi jo ab tak dikha
Bikta na dhan bina jag jeeta
Bhiksha rahi tere hisse ki thali mai
Patthar pighla ke mai jal peeta
Sab feeka rango se dur jab maa na ho paas
Toh kuch meko jamta nahi
Baap ko bhi karta hu Ishq e azaan
Par saamne se unko mai kehta nahi
Baaton se ambani
Karne ko dhang ka koi dhandha nahi
Sach yaha janta ko jamta nahi
Bhai tera hit jaise bhansali
Jab gira neeche tab sath nahi tha
Tera abhi aana bhi banta nahi
Asli sab pehle se chaanth rakhe
Nakli ko circle mai rakhta nahi
Baaton se ambani
Karne ko dhang ka koi dhandha nahi
Sach yaha janta ko jamta nahi
Bhai tera hit jaise bhansali
Jab gira neeche tab sath nahi tha
Tera abhi aana bhi banta nahi
Asli sab pehle se chaanth rakhe
Nakli ko circle mai rakhta nahi
Dukh tadipaar huye janbse thama maine haath hiphop ka
Dushman parivaar huye Jab dikha apno ka asli sa chehra
Pehra jo palko ka tha
Jo likh raha abhi sapna barso ka tha
Mai dfnake karmo ko apne fir vachno se
Bakne laga baate janmo ka raaz ki
Jo doge woh hoke tum tak fir aayega
Bauoge kichad diamond kaise paayega
Dheeraj se mehnat kar karte reh koshish
Yeh andhera ghar ka sun tu hi mitaega
Upar jaane ka koi kaayda nahi
Mukar jaane se bhi faayda nahi
Itna jo aaya tu aage ab rukna tu
Chum ke safalta jaayega nahi
Mai likh ke panne mitata gaya
Kuch seekaha kuch sabko seekhata gaya
Ek vaada tha khud se ki likhunga sach
Mai mauke pe vaada nibhata gaya
Yaha puchte sabhi kaise kar raha rap
Kaise seekha maine karna zabaani
Kar raha nahi kuch bhi mai bhar raha hu panne
Hu kar raha bayaan bas mai apni kahani
Baaton se ambani
Karne ko dhang ka koi dhandha nahi
Sach yaha janta ko jamta nahi
Bhai tera hit jaise bhansali
Jab gira neeche tab sath nahi tha
Tera abhi aana bhi banta nahi
Asli sab pehle se chaanth rakhe
Nakli ko circle mai rakhta nahi