kyun ft. Shivam Lyrics
- Genre:R&B
- Year of Release:2021
Lyrics
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse
Kaise rahun tere bina
Yun hi kahun khudse
Tere siwa hai na koi
Milti hai rahat tujhse
Vo saza thi ham raza samjhe
Khata thi hum wafa
Un raaton mein lage raaz khulne
Kaise lun dil laga
Kaha maine dil tu bata
Iss pyar ko kehti vo daga
Jahan aankhein churake vo baatein banate
Hoti dil khone ki jagah
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse
Yeah yeah
Badhaye tune faasle kyun
Tu aane de
Us raaste yun
Kyun kehti thi mere tu sath chal
Jab honi hi na thi vo baat kal
Socha tha honge ab sath mein gum
Par teri abhi alag hi hai dhun
Karta ab minor pe gaane record
Phir se vo baatein main krta recall
Phasake ye tune jo rakha hai loop mein
Aaya vhin jahan se kra suru ye
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse
Kyun ab ye kahe
Na milna tujhe
Karke vo sari baatein
Yaad hain vo vaade
Jo kari tune
Badi ummidein
Lagake rakha tha maine ab tujhse