
Faryaad Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Meine bachpan bhi khoya
Meine faaslon ko boya
Meine jaagein hain raatain
Meray khait hi khilona
Mujh ko sukh na mila
Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan
Main toh tanha raha
Mujh ko sukh na mila
Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan
Main toh tanha raha
Meri raatain saari ansoo
Meray dino main andhera
Meri takdeer main jaanay
Hai ke naa saweera
Mujh ko sukh na mila
Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan
Main toh tanha raha
Raatain saari ansoo
Meray dino main andhera
Meri takdeer main jaanay
Hai ke naa saweera
Kya teray seenae mein
Dil hi nahi hai
Ya meri taqleefain
Zahir nahi hain
Kya teray seenae mein
Dil hi nahi hai
Ya meri taqleefain
Zahir nahi hain