Jaana Na Tha Lyrics
- Genre:World Music/Folklore
- Year of Release:2020
Lyrics
Chaar din ki zindagi thi
Chaar pal bhi jee na paaye
Kaise lete the yeh saansein
Kaise roki kya bataayein
Yahi kehta raha yeh dil
Us aakhri waqt mein bhi
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Meri aur khwahishein thi
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Kya sabhi saazishein thi
Mujhe jaana na tha
Khwab se apni raatein kyun bunta hai
Khud hi khud ki tu raahein kyun chunta hai
Dil ke raste chala toh tu haarega
Dil toh kuch bhi kahega kyun sunta hai
Yahi kehte the voh saare
Jo bhi mujhse the paraaye
Aur jo apne the unhi ko
Meri khaatir aansoo aaye
Maaf sabhi mujhe karna
Nami aakhon mein de ke
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Meri aur khwahishein thi
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Kya sabhi saazishein thi
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Meri aur khwahishein thi
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Mujhe jaana na tha
Kya sabhi saazishein thi
Mujhe jaana na tha