Adhura Ishq Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Ab Khayalo mai aati
Mere dil ko rulati
Kaisa hai yeh silsila
Barso baad bhi na tute
Ab sawalo mai aati
Mere mann ko satati
Kaisa hai yeh silsila
Barso baad bhi na savre
Tu mere karib hai
Mai Jaanta hu
Iss dil ka kya karu
Ab Tu hi bata
Adhura ishq zeher hai
Tera pata dawa hai
Tadpaati hai zindagi bharr
Magar jaati nahi hai
Adhura ishq zeher hai
Tera pata dawa hai
Tadpaati hai zindagi bharr
Magar jaati nahi hai
Koi wajah se hai jaata
Bewajah bhi hai jaata
Saaf karke hai yeh jaata
Ke woh chala gaya
Ke woh chala gaya
Phir kon hai yeh
Aaj meri jagah
Tum toh kehte the
Tum jaisa koi nahi
Tu mere karib hai
Mai Jaanta hu
Iss dil ka kya karu
Ab Tu hi bata
Adhura ishq zeher hai
Tera pata dawa hai
Tadpaati hai zindagi bharr
Magar jaati nahi hai
Kaash Tu mera hota
Ya phir mila hi na hota
Girna bhi accha lagta hai
Yaadon mai teri