![Sun Kabira](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/07/03/5587fd4d1bc5495d9ddff946b5335581_464_464.jpg)
Sun Kabira Lyrics
- Genre:Folk
- Year of Release:2023
Lyrics
Gyaan ka daan tha ameeri teri
Phir bhi ghooma banke fakira
Jaane jag sab par main gaaun
Teri mann mein dhun hai Kabira
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Arre sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Garji ho toh sab jhuk jaave
Garaj jo poori haath na aave (garaj jo poori haath na aave)
Garji ho toh sab jhuk jaave
Garaj jo poori haath na aave
Saamne aave mishri bankar
Saamne aave mishri bankar
Peeche peeth ke gaari gaave
Peeche peeth ke gaari gaave
Peeche peeth ke gaari gaave
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Aadmi aadmi aadmi kaisa tu aadmi
Aadmi aadmi aadmi kaisa tu aadmi
Daldal si hai yeh duniya pyaare
Daldal si hai yeh duniya pyaare
Maaya mein naa tu dhasta jaa re
Daldal si hai yeh duniya pyaare
Maaya mein naa tu dhasta jaa re
Arre naa tu ispe aansu bahaa re
Arre naa tu ispe aansu bahaa re
Bas gaata chal aur hasta jaa re
Gaata chal aur hasta jaa re
Gaata chal aur hasta jaa re
Gaata chal aur hasta jaa re
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun
Mann mein baji man mein baji man mein baji dhun
Arre Sun Kabira sun Kabira sun Kabira sun