![Chaukas Bars ft. Zeikhey](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/01/16/bb00f690a74645c0aadbd657ddd10324H3000W3000_464_464.jpg)
Chaukas Bars ft. Zeikhey Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2025
Lyrics
Char subon mein chalayga gana Chaukas bars
Bat mein wazan keepin chaukas bars
Rap game mange Banda chaukas yar
Thora focus yar full chaukas yar
1 2 3 4
Bajay 4 pore gana mera hone ko
Phir beat mukammal hote pone 2
Is jism ke ilawa kya ha khone ko
Shehr e janan guzar mera hone do
Teer e Ilzam ye ha ke hen gumnam idhr
Sunsan Galiyon mein Anjan fiqr
Imkan kidhr jab ho nuksan jidhr
Teri duniya mein hota mera kam nam zikr
Ab sariya ghusa dun Teri garden par
Sirf Bol ke tareefi 2-4 harf
Yahan chrcha ka maqsad kuch aur ha
Qabliyat tajurba nichor ha
Naya saal maron entry pe new year show
Roz e nakam se roz e Kamran ho
Abhi bat meri pori beta hone do
Teri shawty 2 aur dono hi hoe
I don't glamourise brands I'm the glamour for a brand
Teri bakchodi ke liye ha clever mera clan
Mein nai rakhta koi plan I just live all I can
Head nod or a not mere track ka tu fan
Jaltay hararay jab M bole beat pe
sun ke meri baten mera style sale seekhtay
Ye bars meri luxury mein nahi deta bheek mein
Saal aye gaye kharay mic pe ham dheet hen
Kyun meri baten tujhay samajh hi nai arin
Tere mathay ko jo tala deta mein hun ussay chabi
Phir bhi dere mujhay Gali Jese inki Mainny mari
Ganay mein mange farari par ha Jeb se bekhari
Mujhay tars ata inki phati pari
halat dekho qarz mangta
Khali zehen Tera MMM. Ka dars mangta
Tera hood meri sunne ko farz manta
( Tera ghar janta )
Istaqlal meri baten mere ganay Karen
istaqbal Us soch ka jo aagay barhay
Yun hi har bar na rukne ka scene ho
Aur ek bar Phir Asay jo ganay phenken
Dil e shikastagi ko khwahishen hi kya hen
Gham se shikashti ek sard si hawa ha
Ye wo hawa sardion mein seena cheer de
Par ban ke aag baten khanjaron si feel den
Kyun zubam kare asar zalimana
( Killa man )
Dil Murda khwahishon ka karkhana
( Janleva )
Baby kare text deri khushbu sauvage
( okay )
No offence , I'm working for a Cadillac in my garage
( Switch up let's go )
( MMM. On the Mic )
Teri khamiyon ka bhartay ham harjana
Tere sath ka dena para jurmana
Pesa kam ana Phir kharch Ana
Itna karke bhi apna koi charcha na
Sang tu nai to ye dil tanha
Tere bajon nayi onde ne sa
Chaha tujhko beinteha
Meri gal sun ja mere kol tu a
Tu jado russ jave ni
Sadi gal muk jave gi
Yad Teri menu ave gi
Tu na pukare gi
O zalimaa