![Sazaa-aa](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/01/01/5d93ffaf84ab4bbcaea67b825fbbf5c8H3000W3000_464_464.jpg)
Sazaa-aa Lyrics
- Genre:New Age
- Year of Release:2025
Lyrics
Dushmani nahi kr sake ye dost bana bethe
Mujhpe vaar kitne hue, mere 100 gawaah kehte
Mujhe hone na de kuch aise dost kama bethe mene
Mujhpe hui aisi taskari ye lok sabha kehte
Dushmani nahi kr sake ye dost bana bethe
Mujhpe vaar kitne hue, mere 100 gawaah kehte
Mujhe hone na de kuch aise dost kama bethe mene
Mujhpe hui aisi taskari ye lok sabha kehte
Abhi puche mujhe show mera karne
Itne gaane sune mere sar me dard hai
Mujhe rok nhi sake, ye log adharmik
Hum alag hai chote, hum haar nhi maante
Me aaya hu dekh zara kis zameen se
Jaha paida hona meri khushnaseebi
Roz uthta hu me seena taane
Mujhse bhidne ki karna nhi badsaluki
Ye zaalim zamana
Me baate banata
Kyu rehti hatasha
Kyu rakhte nirasha
Ye baate vo baate me tujhko batata
Par jaanena tujhse hi to khafa tha
Ab bharu udaan me
Lahu bahadu me
Ek hi saal me
Chadu pahad me
Ye raate vo raate
Ye kaise guzaari hai mene bas me hi hu jaanata
Kyu apna maanega koi mujhe
Jab khudko me apna nhi maanata
Me kitni bhi karlu koshish
Me khudse rehta hu khafa-aa-aa
Me khudse khafaa
Ye kaisi di khudko saza-aa-aa-a
Ye kaisi saza-aa-aa-aa-aa-aa-aa
Me khudse khafaa
Ye kaise saza-aa-aa-a
(Ye kaisi Saza?)