
Dhanya Sada Lyrics
- Genre:Gospel
- Year of Release:2024
Lyrics
Aye Yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Aye Yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Dhanya sada Dhanya sada
Mera tujh par hi hai bharosa sada
Mera tujh par hi hai bharosa sada
Apni rahoon mein rakhna humko sada
Aye yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Dhanya sada
Dikhaya hai jalwa apna
Dharti aur Aakash par
Karta nigahein jab
Chaand aur sitaaron par
Dikhaya hai jalwa apna
Dharti aur Aakash par
Karta nigahein jab
Chaand aur sitaaron par
Sochta hun kya hai insaan
Jiski tu sudhi le
Aur kya woh Aadmi
Jisko tu yaad rakhe
Aye yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Dhanya sada
Karun dhanywaad tera
Apne pure man se
Gayun Mahima Main
Apne labon se
Karun dhanywaad tera
Apne pure man se
Gayun Mahima Main
Apne labon se
Tere hi karan main
Khush ho jayunga
Har pal ye geet
Gata chala jaunga
Aye yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Dhanya sada Dhanya sada
Aye yahowa mere Prabhu
Tera naam main gayoon
Dhanya sada
Dhanya sada