Jaanu Na Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2024
Lyrics
Palke teri khulne se hi
Ho jaati hai, meri subah
Yuhin tere hasne se hi
Jeeney ki milti hai ek
Nayi se wajah
Jaanu na, mai jaanu na
Kya hai asar, ye hua hai
Kasak tera
Udtaa mai jaa raha
Tere khayalon me
Khona mai chahu sadaa
Jaanu na, mai jaanu na
Kya ye, kya wo
Jaanu na kuch bhi mai
Kya ho gaya
Tere lie maine to Rabb se bhi kar li khata
Yuhin tere chune se dil yun
Dhadakne lagaa
Qaabo na ispe zara
Kya se kya hone laga
Palke teri khulne se hi
Ho jaati hai meri subah
Jaanu na, mai jaanu na!